Title:
Husn Walo
Album: Inquilaab
Yeh neeli neeli aankhon ko mujh
say chhupa lo
Humain zinda rehnay do ae husn walo
Kar sakee na asar kabhi koi sharab
aaj tak
Na huwa mera ?
Miltay hee tum say nazar rehta nahin koi hosh
Kho loon na tum ko agar to doori say madhosh
Kaun hoon yeh nahin tumhain koi
khabar
Wasta bhi nahin koi tum say magar
Jaanay kiyoun tum bin mujhe sooni lagay har ik shaam
Aisee hai uljhan mujhe jis ka nahin koi naam
Na jaanay tum bin mujhe aata nahin
kiyoun chaen
Jaanay phir kab millain magar kaajal bharay nain