Title: Pyar Hai Zindagi
Album: Daur-e-Junoon
Poet: Salman Ahmad
Pyaar hai zindagi
Pyaar hai bandagi
We are family
Pyaar hai zindagi
Dil-e-naadan nahin hai tanha
Dil-e-naadan tu na ghabraa
Chalee hai hawa
Teray dard ki dawa
Sunn le khuda aman ki dua
Sunn le khuda meri iltija