Title: Shamein
Album: Andaz/Ishq
Poet: Sabir Zafar
Meri shamein shamein nahin
Meri raatein raatein nahin
Meri shamein shamein nahin
Sooni hain meri raahein abhi
Khaali hain meri baahein abhi
Khoya khoya rehta hoon teri doori sehta hoon
Dil main hai jo kehta hoon kaha
Kaha!
Khoya khoya rehta hoon teri doori
sehta hoon
Dil main hai jo kehta hoon kaha
Kaha!
Meri jaan yehi gham hai samjha nahin tu mujhe
Meri shamein shamein nahin
Meri raatein raatein nahin
Khwaabon kay siwa kuch bhi nahin
Yaadon kay siwa kuch bhi nahin
Khoya khoya
rehta hoon teri doori sehta hoon
Dil main hai jo kehta hoon kaha
Kaha!
Khoya khoya
rehta hoon teri doori sehta hoon
Dil main hai jo kehta hoon kaha
Kaha!
Meri jaan yehi gham hai,
Meri jaan yehi gham hai samjha nahin tu mujhe
Aisa to kabhi socha na tha aisa to kabhi jana na tha
Khoya
khoya rehta hoon teri doori sehta hoon
Dil main hai jo kehta hoon kaha
Kaha!
Khoya
khoya rehta hoon teri doori sehta hoon
Dil main hai jo kehta hoon kaha
Kaha!
Meri jaan
yehi gham hai,
Meri jaan yehi gham hai samjha nahin tu mujhe
Meri shamein
shamein nahin
Meri raatein raatein nahin
Meri shamein
shamein nahin
Meri raatein
raatein nahin